

Hamare hindu dharm mein Aisa Mana gaya hai ki Sare avashyak kam ki shuruaat Jyotish ganana ke Aadhar per Shubh Nakshatra mein, Shubh tithi ko, shubh din Aur Shubh Samay ko hi karna chahie tabhi Hamara Karya Kushal Roop se a safalta purvak sampan Hota Hai! Shubh Samay per Shubh Karya ke liye Jyotish Vidya AVN Panchang ke Aadhar per Shubh muhurt nikala jata hai! Praya in vibhinn moco ke liye Hamen Shubh muhurt Janna ATI avashyak ho jata hai Jaise. ., Namkaran muhurt Annaprashan muhurt Karna Vadh muhurt Mundan muhurt Janeu upnayan muhurt Sagai roka akshy ka muhurt Vivah muhurt Vyapar Aarambh muhurt Dukaan Karyalay Aarambh muhurt ityadi
We hate spam too.